DEVENDRA SINGH BEST
Ye dil bahut udas he,
koi apna nai paas he,
har waqt boring sa ahsaas he,
jara apni girlfrnd ka number dena,
suna he maal bahut JHAKKAAS he.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Phir Wahi Din Hoga
Phir Wahi Raat Hogi
Lakin ab Na Jane Phir Kab Mulakat Hogi
Magar Karte Rehna SMS Tabhi toh Dilse Dil Ki baat Hogi
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Killer shayari!!
Tumhari adaon pe main wari wari…

Wo Pyar Jo HaQiQat Me Pyar Hota Hai.
Zindagi Me Sirf Ek Baar Hota Hai.
Nigaho Ke MiLte MiLte DiL MiL Jaye.
Ye IttefaQ Sirf Ek Baar Hota Hai.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Rom-Rom mei humare voh base hai,
Najare humari aur chehra unkha hai,
Har saans mein humari voh base hai,
Dhadkane humari aur dil unka hai..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Mat Banana Riste Ish Jaha Me
Bahut Muskil Unhe Nibana Hoga
Har Ek Rista Ek Naya Gam Dega Read More

Aankho mein Aansu hai ,
phir bhi Labbo pe Muskaan hai….
kyunki jeena toh har Haal mein hai ,
toh hasne mein kya Nuksaan hai….
SO KEEP SMILING
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kuch bikhre sapne hai, kuch tuti yaadein
hai, ek chota sa aasma aur ummido ki
zameen hai, yun toh bahut kuch hai
zindagi me, bas jise chahate hai, uski
kami hai…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Dard ko bhi ab dard hone laga hai, dard
khud hi hamare ghav dhone laga hai, dard
ke sath kabhi roye na hum, dard khud hi
humko chu ke rone laga hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Mai Dekh K Is Kadar Muskrata Hu
Mai Majburi Se Tumari Galiyo Me Aata Hu
Ise Tum Meri Khata Na Samjna
Mai Apni Soyi KISMAT Jagane Ata Hu.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Neendain meri Aankhon se churaata hai
wohi shakhs
So jaaoon tou khawaabon mein bhi aata
hai wohi shakhs
Hur zakhm ka khaaliq bhi koi aur nahin
hai………….
hur zakhm pe marhum bhi lagaata hai wohi
shakhs
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Khalid
Giraon palkein aur sab se chhupa loon tum ko
Apni Aankhon mein is tarah se chhupa loon tum ko
Tu paaglon ki tarah khud ko mujh se maange
Kuchh is tarah se tum hi se chura loon tum ko
Tu ibadat ki tarah hai muqaddas mere liye
Kabhi aankhon se kabhi dil se lagaa loon tum ko(mkm)

Har khushi Hai Logon Ke Daman Mein,
Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahin.
Din Raat Daudti Duniya Mein,
Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahin.
Maan Ki Loree Ka Ehsaas Toh Hai,
Par Maan Ko Maan Kehne Ka Waqt Nahin.
Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke,
Ab Unhen Dafnane Ka Bhi Waqt Nahin.
Saare Naam Mobile Mein Hain,
Par Dosti Ke Lye Waqt Nahin.
Gairon Ki Kya Baat Karen,
Jab Apno Ke Liye Hi Waqt Nahin. Read More

small wedding party
honeymoon at any place
![]() |
| Add caption |
s
mall house for the kids to run around
![]() |
| Add caption |

Us ko mera halka sa ehsaas to hai
be-dard sahi woh meri humraaz to hai,
woh aaye na aaye mere paas lekin,
shiddat se mujhe uska intezar to hai,
abhi nahi to kya hua mil hi jaayegi kabhi,
mere dil mein usse milan ki aas to hai,
pyaar ki gawahi mere aansuon se na maang
barasti nahi aankhien magar dil udaas to hai………!!!!!!!!!!



No comments:
Post a Comment